Total Pageviews

Popular Posts

Thursday, September 12, 2013

POETRY== Hayat e Gumgashta {Lost Life}--7








*-- Kia Yaad Tujhay Bhi Atay Hein {Do you remember too} *-- Ek Larki Thee Ek Larka Tha { There was a girl and a boy} *-- Dukh Ghaum Un Sey Door Thay Laikin Kub Tuk Emhein Maloom Na Tha Sorrows were away from them but to when, they did not know} *-- Taqdeer Bhi Un Ki Ghaat Nein Thee {Fortune was to get them preyed} *-- Insaan Tu Eik Khilauna Hae Taqdeer Key Zalim Hathoon Mein {Human is a toy in the cruel hands of fortune} *-- Taqdeer Tu Khandaan Rahtee Hae Insaan Ki Baybus Sochoon Par { Fortune laughs at powerless thoughts of human beings} *-- Ulfat Mein Magan Rahnay Walay {The innocent lovers of sacred love} *-- Anjaan See Rahoon Key Rahi { The travellors of unknown oaths and destination} *-- Is Baat Sey Woh Lailm Rahay { They remained unaware of the fate} *-- Taqdeer Nay Kari War Kia { Fortune attacked them suddenly and heavily} *-- Larkay Ko Us Key Ghar Walay { The elders of Boy's Family} *-- Aksar Ye Kahtay Rahtay Thay { oftently used to say} *-- Key Doosray Mulk Chala Jaey {that he should go to another country} *-- Taaleem Aur Hasil Kar Aey {To get higher education} *-- Ye Unka Mansooba Tha {This was boy's elders planning} *-- Ya Koi Gahree Sazish Thee {or this was a deep conspiracy against the boy and the girl} Dr Khizar Hayat Tahir

No comments: