Total Pageviews

Popular Posts

Thursday, November 28, 2013

POETRY== Hayat e Gumgashta Lost Life)-- 13








*-- Kia Yaad Tujhay Bhi Atay Hein Do you remember too *-- Ek Larki Thee Ek Larka Tha There was a boy and a girl *-- Rah Mein Uski Hael Kai Dilkash Phanday Hotay Thay There were a lot of attractive traps to hinder boy's way *-- Kat Kay Dilkag Pahdoon Ko Larka Saaf Nikalta Tha Cutting these attractive traps the boy used to save himself cleanly *-- Rah Takti Do Aankhoon Ki Woh Laj Hamaisha Rakhta Tha The boy used to maintain the honour and respect of waiting two eyes for him *-- Har Eik Semester Mein Larka Tub Course Ziada Laita Tha The boy used to take maximum course work in each semester *-- Larki Ko Milnay Ki Tarap Mein Har Ek Dukh Ko Sahta Tha He tolerated all the difficulties to meet the girl soon *-- Akhirkar Woh Larka Ilm Ki Aala Degree Laita Hae Lastly the boy obtains the highest degree of education(Knowledge) *-- Yaani Shart e Wasl e Laila Bhi Mukammal Karta Hae That is he fulfills the condition to get her beloved *-- Kia Yaad Tujhay Bhi Atay Hein Do you remember too *-- Ek Larki Pakistan Mein Thee Aur Larka Jo Pardes Mein Tha The girl was in Pakistan and the boy who was outside the country (Continued) Dr Khizar Hayat Tahir

No comments: