Total Pageviews

Popular Posts

Tuesday, October 22, 2013

POETRY== Hayat e Gumgashta (Lost Life)-- 10








*-- Kia Yaad Tujhay Bhi Atey Hein ( Do you remember too) *-- Ek Larki Thee Ek Larka Tha ( There was a boy and a girl) *-- Phir Gharee Woh Hijr Ki Aa Pahunchi ( Then the moment of parting reached ) *-- Jo Zeest Ka Roog Bun Jati Hae (That becomes the incurable sorrow for whole life) *-- Aur Dard o Firaq Kay Woh Lamhay Jo Dard Musalsal Daetay Hein ( And those painful moments that hurt continuously) *-- Jo Sadyoon Pay Muheet Ho Jatey Hein ( That paiful moments look like spreading on centuries) *-- Jo Rooh Mein Nishtar Ki Manind (THat like a surgical knife in the soul) *-- Chubhtaey Hein Aur Ghao Lagatay Hein ( Pinch and injure) *-- Woh Ghao Jo Kabhi Bhartay Hi Nahein ( The Injuries that never heal) *-- Jo Darmaaan Kay Mohtaj Nahein ( The Injuries in the soul do not like cure) *-- Furqat Ki Lambi Siah Shub Chha Gae Un Kay JeeWan Par ( Then long dark night of parting engulfed their lives) *-- Woh Aisi Sitam Ghar Raat Kay Jis Ki Sahar Ka Koi Imkaan Hi Nahein (That Gruesome Night Which Has No Possibility Of Sun Rise) *-- Kia Yaad Tujhay Bhi Atay Hein *-- Ek Larki Thee Ek Larka Tha Dr Khizar Hayat Tahir (Continued)

No comments: