Total Pageviews

Popular Posts

Tuesday, January 14, 2014

POETRY==Hayat e Gum Gashta (Lost Life)-- 16








*-- Kia Yaad Tujhay Bhi Atay Hein Do you remember too *-- Ek Larki Thee Ek Larka Tha There was a boy and a girl *-- Dil Ki Ujri Basti Ka Din Raat Woh Matam Karta Tha The boy mourned the destroyed village of te heart day and night *-- Dil Kay Veeran Har Khandar Ki Roz Ziarat Karta Tha He used to visit each ruin (Place where they used to meet) of his heart every day *-- Yadoon Kay Dilkash Moti Roz Wahan Ja Chunta Tha He used to collect beautiful diamonds of memories there *-- Jahan Jahaqn Larki Ki Haseen Yadoon Ka Ghazana Bikhra Tha He used to go to all the places where the prcious treasure of girl's memories was scattered *-- Talab Kinaray Baith Kay Woh Phir Ashk Bahaya Karta Tha Sitting on the bank of the pool he used to weep and make his face wet with tears. *-- Aur Sochoon Mein Kho Jata Tha He then was lost in thinkings and imaginations *-- Kia Yaad Tujhay Bhi Atay Hein Ek Larki Thee Ek Larka Tha (Continued) Dr Khizar Hayat Tahir

No comments: